Bigana Humne toh nahi keya kisi ka
apne se jis ka dill bharta gaya wo chorta gaya
kitabon ki tarah hai wo bhi
Alfaz Se Bharpoor magar khamosh
hum kisi ke armano ke kabil to nahi hain
aik lamha bhi aapki yadoon se ghafil nhi hain
kyon gila karien ap ki be rokhi ka
ho sakta hai hum hi yaad ke kabil nahi hain
Teri yaad mian jalna meri jaan lalega
dhere dhere se pigalna meri jaan lalega
sari dunya ke badalne se mujhe koi farq nahi
bas tera badalna mere jaan lalega
Dua ki khwab ki dill ki tejarat ab baqi hai
wafaon ka magar mandi mian kalat ab bhi baqi hai
ose touh kho diya hai ab na jane kis ko khona hai
lakeeron mian judai ki alamat ab bhi baqi hai